Pyar ka to dushman zamana hai,
har ashiq k pyar ka apna hi fasana hai,
Sabko pata hai Aansu hi milte hai pyar me,
fir Bhi na jane kyu har koi pyar me Deewana hai…
socha tha is khadar unko bhul jayenge
dekh kar bhi andekha kar jayenge
par jab jab samne aaya unka chehra
socha is baar dekhle phir bhul jayenge
Koi hasae toh thoda sa hass lete hai,
aankho me dard ho toh roh lete hai,
neend hame vaise kam aati hai magar sapne me woh aayega
yeh sochkar thoda sa soh lete hai. ……
Ankho me unka intzr bahut tha,
Bikhrne k liye unka 1 inkar bahut tha,
Hm nahi jante unke Dil me kya tha,
Bas itna jante h kabhi unhe humse pyar bahut tha…
Wo samjhe na samjhe hamare jazbaat ko,
Hum maanenge unki har baat ko,
Hum chale jaayenge ek din is duniya ko chodkar,
Wo aasuon se royenge har raat ko..

No comments:
Post a Comment